• Menu
Madrasa e Imdadiya
  • Search
    • Home
    • About
    • Blind School
    • Imdadul Makatib Branches
    • Contact
    • AKABIREEN O ULAMA KI IDARE ME AAMAD O DUA
    • School Education
    • Madrasa Education
  • Articles
    • Downloads
    • Images
    • Islamic Books
    • News & Updates
    • Others

Saved Search Queries:

  • Bayan
  • Hadith
REGD NO : 59/IV/2014

Imdadiya Educational & Charitable Trust
4-7/A, Old Eidgah Street, Melvisharam - 632509, Vellore Dist (TN)
Email: imdadiya.wes@gmail.com
Home About Blind School & Madrasa Imdadul Makatib School Education Madrasa Education Downloads Contact

News & Updates

Qurbani share scheme

August 17, 2015
News & Updates
Madrasa E Imdadiya

Read More
  • Newer posts →
Madrasa e Imdadiya

   Testimonials

ALHAMDU LILLAHI RABBILAALAMEEN

AAJ BATAREEQ 9 ZILHIJJAH 1437 MUTABIQ 13 AUG 2016 BAROOZ E SANEECHAR JANAB MOULANA MD OSMAN SB MELVISHARAM AUR UNKE RUFAQA KE CHAND BLIND TALABAH KE SAAT DARUL ULOOM DEOBAND KE DAFTAR E IHTIMAAM ME KUCH WAQT GUZARNE KA MOQA MILA .MOULANA MD OSMAN SB AUR UNKE RUFAQAH BSHAMOOL MOULANA MALACK MD IBRAHIM SB AUR UNKE AIZZA NABINA HAZRAATH KI TASLEEM KE LIYE QABILE QADR AUR QABILE RASHK MEHNAT KARRAHE HAIN .NABINA OON KE MAQSOOS RASMUL QAT ME NOORANI QAIDAH  AASAN NAHU QURAN E PAAK KE PAARE AUR URDU TAMIL ZABANOON ME FAZAAIL E AAMAL KE NUSQE DIKHLAYE .AUR BACCHOON SE PADH KAR SUNWAYE.

ISSE BEHAD MASARRAT HUI.DWA KARTA HUN KE ALLAH TALA IN HAZRAAT KI MASAYI KU QUBOOL FARMAYE AUR MOULANA KE BAYAN KE MUTABIQ MULK ME TAQREEBAN 30 LACKH NABINA MUSALMAAN HAIN ALLAH TALA IN SAB KE LIYE IS TAREEQA E TALEEM KU HIDAAYATH AUR TARBIYAT KA ZARYA BANAYEN. IS KAAM KI TAKMEEL PAR JO ZAROORATEN HOON  SAB KA AAFIYAT KE SAAT INTIZAAM FARMAYE.AAMEEN.

WASSALAAM ABUL QASIM NOUMANI,MOHTAMIM DARUL ULOOM DEOBAND.

HAZRATH MUFTI ABUL QASIM NOUMANI DB.PRINCIPLE DARUL ULOOM DEOBAND

Bismillahir rahmanirrahim

Madrasa e Imdadiya, Melvisharam dekh kar be had musarrat hui, khusoosan nabeena afrad ki thaleem ka intizaam qaabile thaqleed hai. allah thala kaam ko kaam karnewalon ko qubool farmaye. har qisam ke shuroor o fitan se mehfooz farmaye

Mohammed Talha al qasimi

14, shaban 1434

Hazrat Aqdas Maulana Syed Talha Sahib Naqshbandi db Mumbai

alhamdulillah kafa wasalamun ala ibadihil lazeenas tafa amma baad

mere dost mohtaram karamfarma janab maulvi hafiz mohammed usman sahib zaadallahu saadatakum alhamdulillah deen ki khidmaath numaya andaaz se yani nabeenao ke liye thasneef ka jo beda uthaya hai waqiyatan ahqar ke nazdeet qaabile rashk khidmat hai allah thala qabool farmayen.  allahumma zid fazid

ahqar abdul azeez gufiralahu

11,rabiul awwal 1437, 23.12.2015

HAZRAT AQDAS MAULANA HYDER ABDUL AZEEZ SAHIB DB


Reach Us

Madarsa-e-Imdadiya (For Men)
4-7/A, Old Eidgah Street, Melvisharam- 632509
Contact: Mohammed Usman Qasmi
Mob: +91-9087720340
Madarsa-e-Imdadiya (For Women)
4-7/A, Old Eidgah Street, Melvisharam- 632509
Contact: Mohammed Usman Qasmi
Mob: +91-9952120340

Text Us





Donate

STATE BANK OF INDIA
A/c Name: IMDADIYA EDUCATIONAL AND CHARITABLE TRUST
Account No: 35612371063
Branch: Melvisharam
Code: 3783
IFSC Code: SBIN0003783
INDIAN BANK
A/c Name: IMDADIYA EDUCATIONAL AND CHARITABLE TRUST
Account No: 6288904753
Branch: Melvisharam
Code: 1312
IFSC Code: IDBB000M139

© 2018 Madrasa e Imdadiya

Designed by techirsh